| |
|
| Talat |
Milte hi aankhein dil huwa diwaana kisika |
| S.Begum |

Afsaana mera ban gaya, afsaana kisika |
| S.Begum |
Afsaana mera ban gaya, afsaana kisika |
| |
|
| Talat |
Poochho na mohabbat ka asar, haay na poochho
haay na poochho |
| S.Begum |
Poochho na mohabbat ka asar, haay na poochho
haay na poochho |
| Talat |
Dam bhara mein koyi ho gaya, parwaana kisika |
| S.Begum |
Dam bhara mein koyi ho gaya, parwaana kisika |
| Both |
Afsaana mera ban gaya, afsaana kisika
Milte hi aankhein dil huwa diwaana kisika |
| |
|
| Talat |
Hanste hi na aa jaaye kahi, aankho mein aansoo
aankho mein aansoo |
| S.Begum |
Hanste hi na aa jaaye kahi, aankho mein aansoo
aankho mein aansoo |
| Talat |
Bharte hi chhalak jaaye na, paimaana kisika |