About Band Home | About Shama | Photo Gallery | Forever Yours | Shama and Friends - The Band | Press Clippings | Voice Clinic

BAARISH

Ye saawan ye baarish, tip tip bundo ki sargham

Ye saawan ye baarish, tip tip bundo ki sargham
Ye thhandi sard hawa, bheega bheega ye aalam
Zara jamke baras baadal, shaayad who aajaye (2)
Ye saawan ye baarish, tip tip bundo ki sargham
Zara jamke baras baadal, shaayad woh aajaye (2)

Kitna anokha kitna nasheela hai sama, tanman bheega, geela geela hai sama (2)
Pagli pagli kaali ghataaye . . (2) kuch paagal fiza hai
Khwaabo me, khayaalo me, dekha na aisa mausam
Zara jamke baras baadal, shaayad woh aajaye (2)

Kuch to is baarish aag lagaayi hai, kuch teri phir yaad aur bhi aayi hai
Dhool gaya kajra, kho gayi bindiya . . . (2) dhadhke haaye jeeya
Is rhim jhim saawan me pyaase na mar jaaye ham
Zara jamke baras baadal, shaayad who aajaye (2)
Ye saawan ye baarish, tip tip bundo ki sargham
Zara jamke baras baadal, shaayad woh aajaye (2)
Shaayad woh aajaye . . . shaayad woh aajaye (4)

Chehera Ye Aapka | Dheere Dheere | Ek Shehri Babu | Suni Hai Ankhiyaa | Do Dil Do Badan | Mehndi Waali Raat | Baarish | Shaam Jab Aaye Re


Disclaimer

Copyright © 2008 shamaandfriends.com