About Band Home | About Shama | Photo Gallery | Forever Yours | Shama and Friends - The Band | Press Clippings | Voice Clinic

MEHNDI WAALI RAAT

Koyi aake door karega meri sab tanhaai ko, sunti reheti hu me gori, kabse jin shehenaai ko (2)
Chorus - Ye teri baraat hai . . . ye teri baraat hai, ab kaahe ko sharma rahi
Mehndi waali . . . haa mehndi waali . . mehndi waali raat hai
Chorus - ab kaahe ko sharma rahi
Mehndi waali raat hai Chorus - ab kaahe ko sharma rahi
Chorus - Ho . . . ho . . ho . . ho . . .
Sa Sa Ni Ni Pa Pa Ma
Re Sa Ni Pa Ni Sa Re Re Re
Ma Ma Re Sa Ni Re Sa Sa Sa
Re Sa Ni Pa Ni Sa Re Re Re
Ma Pa Sa 

Jab me milti thi unse to aise na sharmaati thi, aaj badan kyu kaampe mera, pehle na ghabharaati thi (2)
Chorus - Ooyi toba kya baat ahi . . . ooyi toba kya baat hai, ab kaahe ko sharma rahi
Mehndi waali . . . haa mehndi waali . . mehndi waali raat hai
Chorus - ab kaahe ko sharma rahi
Mehndi waali raat hai Chorus - ab kaahe ko sharma rahi
Saajan se mulaqaat hai . . . saajan se mulaqaat hai, mehndi waali raat hai
Mehndi waali raat hai Chorus - Ab kaahe ko sharma rahi? (4) 

Chehera Ye Aapka | Dheere Dheere | Ek Shehri Babu | Suni Hai Ankhiyaa | Do Dil Do Badan | Mehndi Waali Raat | Baarish | Shaam Jab Aaye Re


Disclaimer

Copyright © 2009 shamaandfriends.com